Ghungroo Lyrics from the movie WAR starring Hrithik Roshan and Vaani Kapoor, sung by Arijit Singh and Shilpa Rao. The song lyrics were penned by Kumaar and composed by Vishal-Shekhar.
Ghungroo Lyrics in Hindi
Met the sun in the sand and the sea in the night
And we’re feeling alright
Yeah, we’re feeling alright
क्यूँ लम्हें खराब करें
आ गलती बेहिसाब करें
दो पल की जो नींद उड़ी
आ पूरे सारे ख्वाब करें
क्या करने हैं उम्रों के वादे
ये जो रेहते हैं रेहने दे आधे
दो बार नहीं एक बार सही
एक रात की कर ले तू यारी
सुबह तक मान के मेरी बात
तू ऐसे ज़ोर से नाची आज
के घुंगरू टूट गए, के घुंगरू टूट गए
छोड़ के सारे शर्म और लाज
मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज
के घुंगरू टूट गए, के घुंगरू टूट गए
दिल लेना, दिल देना ज़रूरी नहीं है
इन बातों के सिवा भी बातें कई हैं
एक लम्हें से ज़्यादा की ख्वाहिश नहीं है
फिर चाहे दोबारा ना मिलना कहीं
मेरे सपने नहीं सीधे साधे
है गलत फेहमियाँ, तो मिटा दे
दो बार नही, एक बार सही
एक रात की कर ले तू यारी
सुबह तक मान के मेरी बात
तू ऐसे ज़ोर से नाची आज
के घुंगरू टूट गए, के घुंगरू टूट गए
छोड़ के सारे शर्म और लाज
मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज
के घुंगरू टूट गए, के घुंगरू टूट गए
इश्क़ है आज बस, कल करना भी नहीं
दिल में ठहरना तो है, पर उतरना भी नहीं
मिटना भी है कुछ देर के लिए
पूरी उम्र तुमपे मरना भी नहीं
क्या करने हैं उम्रों के वादे
ये जो रहते हैं, रहने दे आधे
दो बार नहीं, एक बार सही
एक रात की कर ले तू यारी
सुबह तक मान के मेरी बात
तू ऐसे ज़ोर से नाची आज
के घुंगरू टूट गए, के घुंगरू टूट गए
छोड़ के सारे शर्म और लाज
मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज
के घुंगरू टूट गए, के घुंगरू टूट गए
…टूट गए…, के घुंगरू टूट गए
…टूट गए…, के घुंगरू टूट गए
Written By: Kumaar
Music Video
Listen to the song ‘Ghungroo’ by Arijit Singh from WAR below.
Ghungroo Lyrics in English
Met The Sun In The Sand And The Sea In The Night
And We’re Feeling Alright
Yeah, We’re Feeling Alright
Kyun Lamhe Kharab Kare
Aa Galti Behisaab Kare
Do Pal Ki Jo Neend Udi
Aa Poore Saare Khwab Kare
Kya Karne Hain Umron Ke Vaade
Ye Jo Rehte Hain, Rehne De Aadhe
Do Baar Nahin, Ek Baar Sahi
Ek Raat Ki Kar Le Tu Yaari
Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Chhod Ke Saare Sharm Aur Laaj
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Dil Lena, Dil Dena Zaroori Nahin Hai
In Baaton Ke Siva Bhi Baatein Kai Hain
Ek Lamhe Se Zyada Ki Khwahish Nahin Hai
Phir Chaahe Dobara Na Milna Kahin
Mere Sapne Nahin Seedhe-Saadhe
Hai Galat Fehamiyan, To Mita De
Do Baar Nahi, Ek Baar Sahi
Ek Raat Ki Kar Le Tu Yaari
Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Chhod Ke Saare Sharm Aur Laaj
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ishq Hai Aaj Bas, Kal Karna Bhi Nahin
Dil Mein Thaharna To Hai
Par Utarna Bhi Nahin
Mitna Bhi Hai Kuchh Der Ke Liye
Poori Umr Tum Pe Marna Bhi Nahin
Kya Karne Hain Umron Ke Vaade
Ye Jo Rehte Hain, Rehne De Aadhe
Do Baar Nahin, Ek Baar Sahi
Ek Raat Ki Kar Le Tu Yaari
Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Chhod Ke Saare Sharm Aur Laaj
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
…Toot Gaye…, Ke Ghungroo Toot Gaye
…Toot Gaye…, Ke Ghungroo Toot Gaye
Song Credits
- Song: Ghungroo
- Movie: WAR
- Singers: Arijit Singh, Shilpa Rao
- Composer: Vishal-Shekhar
- Lyricist: Kumaar
- Language: Hindi
- Song Type: Dance, Bollywood
- Release Year: 2019
- Music Label: YRF