Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics in the soulful voice of Jubin Nautiyal is New Hindi Qawwali Song. Bewafa Tera Masoom Chehra Song Lyrics are written by Rashmi Virag, and the Music is given by Rochak Kohli.
Music Video of ‘Bewafa Tera Masoom Chehra’ Song starring Karan Mehra, Ihana Dhillion, and Amardeep Phogat is directed by Navjit Buttar and Choreographed by Agam Honey.
Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics – Jubin Nautiyal |
Song Details:
♫ Song | : Bewafa Tera Masoom Chehra |
Singer | : Jubin Nautiyal |
Music | : Rochak Kohli |
Lyrics By | : Rashmi Virag |
Dialogues By | : Bhawandeep |
Music Label | : T-Series |
Original song credits:
Music – Ram Shankar
Lyrics – Anwar Farrukhabadi
Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics in Hindi
तुम्हें देख कर सारी यादें ताज़ा हो गयी
तुम्हारे गले की खनक
और आयत के पायल की झनक
पूरा मोहल्ला गूँजता था”
दिल लगा भी लिया
इश्क कर भी लिया
चाँदनी रात में हमने तारे गीने
दिल लगा भी लिया
इश्क कर भी लिया
चाँदनी रात में हमने तारे गीने
ख्वाब जैसा कोई ख्वाब थी ज़िंदगी
नींद टूटी तो आया समझ ये हमे
राह वो जिस पे मैं चल रहा था
उसकी कोई भी मंजिल नहीं है
बेवफा तेरा मासूम चेहरा भूल जाने के काबिल नही है (X 3)
खूबसूरत बहोत है तू लेकिन
दिल लगाने के काबिल नहीं है
बेवफा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के काबिल नहीं है
भूल जाने के काबिल नहीं है
हो.. मेरी यादों से तू आज तक ना गया
आँख में बारिशें तेरी मौजूद है
मेरी यादों से तू आज तक ना गया
आँख में बारिशें तेरी मौजूद है
आज भी मेहफ़िलों मैं तेरे और मेरे
नाम पेहले की तरहा ही मशहूर है
मेरी बर्बादीयों की वजाह मैं
केहते की तू शामिल नहीं है
कत्ल बाजार में हो चुका हूँ
फिर भी तू मेरा कातिल नहीं है
बेवफा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के काबिल नहीं है
भूल जाने के काबिल नहीं है
“कभी इस ओर कभी उस ओर चले जाते हो
मोहब्बत हमसे वफ़ा गैरों से ये हुनर कहाँ से लाते हो
करवट बदल लेता हूँ मैं आज कल
जो कभी मेरे ख्वाबों में तुम चले आते हो”
झूठी वफ़ाओं की झूठी कहानी है
तुमने सुनायी मुझे
मेरे लिए तो खुदा भी था झूठा
मैं सच मान बैठा तुझे
झूठी वफ़ाओं की झूठी कहानी है
तुमने सुनायी मुझे
मेरे लिए तो खुदा भी था झूठा
मैं सच मान बैठा तुझे
सारे के सारे जखम है संभाले
जो तूने दिये है मुझे
अब धड़कता है सीने मैं मेरे
है वो पत्थर कोई दिल नहीं है
ज़िंदगी भर जिसे मैंने चाहा
ज़िंदगी भर जिसे मैंने चाहा
मर के भी मुझको हासिल नहीं है
बेवफा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के काबिल नहीं है
भूल जाने के काबिल नहीं है
भूल जाने के काबिल नहीं है
Written By: Rashmi Virag
More Songs By JUBIN NAUTIYAL
Bewafa Tera Yun Muskurana Lyrics
Bedardi Se Pyaar Ka Lyrics
Wafa Na Raas Aayee Lyrics
Bewafa Tera Masoom Chehra Song Video
Credits: T-Series
Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics in English
Tumhe Dekh Kar Saari Yaadein Taza Ho Gayi
Tumhare Gale Ki Khanak
Aur Aayat Ke Payal Ki Jhanak
Pura Mohalla Gunjta Tha”
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Kar Bhi Liya
Chandni Raat Mein Humne Taare Geene
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Kar Bhi Liya
Chandni Raat Mein Humne Taare Geene
Khwab Jaisa Koi Khwab Thi Zindagi
Neend Tooti To Aaya Samajh Ye Hume
Raah Wo Jis Pe Main Chal Raha Tha
Uski Koi Bhi Manzil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai (X 3)
Khubsurat Bahot Hai Tu Lekin
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai
Ho.. Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishe Teri Maujood Hai
Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishe Teri Maujood Hai
Aaj Bhi Mehfilon Main Tere Aur Mere
Naam Pehle Ki Tarha Hi Mashhoor Hai
Meri Barbadiyon Ki Wajah Main
Kehte Ki Tu Shamil Nahi Hai
Katl Bazar Mein Ho Chuka Hoon
Phir Bhi Tu Mera Kaatil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai
“Kabhi Iss Ore Kabhi Uss Ore Chale Jaate Ho
Mohabbat Humse Wafa Gairon Se Ye Hunar Kahan Se Laate Ho
Karwat Badal Leta Hoon Main Aaj Kal
Jo Kabhi Mere Khwabon Mein Tum Chale Aate Ho”
Jhoothee Vafaon Kee Jhoothee Kahaanee Hai
Tumane Sunaayee Mujhe
Mere Lie To Khuda Bhee Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Jhoothi Wafaon Ki Jhoothi Kahani Hai
Tumne Sunayi Mujhe
Mere Liye To Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Saare Ke Saare Zakham Hai Sambhale
Jo Tune Diye Hai Mujhe
Ab Dhadakta Hai Seene Main Mere
Hai Wo Patthar Koi Dil Nahi Hai
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Mar Ke Bhi Mujhko Haasil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai
Bhool Jane Ke Kabil Nahi Hai