MujhSe Pehli Si Mohabbat Lyrics sung by Noor Jehan is Popular Urdu Ghazal. MujhSe Pehli Si Mohabbat Song Lyrics are written by Faiz Ahmed Faiz, and the Music is given by Rasheed Attre.
Noor Jehan was a Popular Pakistani Playback Singer and Actress. She was born on 21st Sep 1926 and passed away on 23rd Dec 2000. She was Honored by title as ‘Malika-e-Tarannum’ (The Queen of melody). Faiz Ahmed Faiz was a well known Pakistani Urdu Poet and writer.
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Lyrics – NOOR JEHAN |
Song Details:
♫ Song | : MujhSe Pehli Si Mohabbat |
Singer | : Noor Jehan |
Music | : Rasheed Attre |
Lyrics By | : Faiz Ahmed Faiz |
Movie | : Pakistani Film Qaidi-1962 |
MujhSe Pehli Si Mohabbat Lyrics in Hindi
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
मैंने समझा था के तू है तो दरख़्शां है हयात
तेरा ग़म है तो ग़म ए दहर का झगड़ा क्या है
तेरी सूरत से है आलम में बहारों को सबात
तेरी आखों के सिवा दुनिया में रखा क्या है
तेरी आखों के सिवा दुनिया में रखा क्या है
तू जो मिल जाये तो तक़दीर निगूँ हो जाये
यूँ न था मैंने फ़क़त चाहा था यूँ हो जाये
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
अनगिनत सदियों के तारीक बहिमाना तलिस्म
रेशम ओ अठलस ओ कमख़ाब में बुनवाये हुए
जा ब जा बिकते हुए कूचा ओ बाज़ार में जिस्म
ख़ाक में लिथड़े हुए ख़ून में नेहलाए हुए
लौट जाती है उधर को भी नज़र क्या कीजिये
अब भी दिलकश है तेरा हुस्न, मग़र क्या कीजिये
अब भी दिलकश है तेरा हुस्न, मग़र क्या कीजिये
और भी दुख हैं ज़माने में मोहब्बत के सिवा
राहतें और भी हैं वस्ल की राहत के सिवा
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
मुझ से पेहली सी मोहब्बत, मेरे मेहबूब ना माँग
Written By: Faiz Ahmed Faiz
MujhSe Pehli Si Mohabbat Song Video
Credits: The Orchard Enterprises
MujhSe Pehli Si Mohabbat Lyrics in English
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Maine Samjha Tha Ke Tu Hai To Darakhshan Hai Hayaat
Tera Gham Hai To Gham E Dahar Ka Jhagda Kya Hai
Teri Soorat Se Hai Aalam Mein Baharon Ko Sabaat
Teri Aakhon Ke Siva Duniya Mein Rakha Kya Hai
Teri Aakhon Ke Siva Duniya Mein Rakha Kya Hai
Tu Jo Mil Jaaye To Taqdeer Nigoon Ho Jaaye
Yoon Na Tha Maine Fakat Chaaha Tha Yoon Ho Jaaye
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Anginat Sadiyon Ke Tareek Bahimana Talism
Resham O Athalas O Kamkhwab Mein Bunwaye Huye
Jaa Ba Jaa Bikte Huye Koocha O Bazar Mein Jis-m
Khaak Mein Lithde Huye Khoon Mein Nehlaye Huye
Laut Jati Hai Udhar Ko Bhi Nazar Kya Keejiye
Ab Bhi Dilkash Hai Tera Husn, Magar Kya Keejiye
Ab Bhi Dilkash Hai Tera Husn, Magar Kya Keejiye
Aur Bhi Dukh Hain Zamane Mein Mohabbat Ke Siva
Raahatein Aur Bhi Hain Wasl Ki Raahat Ke Siva
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Mujh Se Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang