Main Agar Kahoon Lyrics sung by Sonu Nigam and Shreya Ghoshal is a Hindi Romantic Song from the movie Om Shanti Om. This song is written by Javed Akhtar while the music is composed by Vishal Shekhar.
In this post, you will find the lyrics and the music video of Main Agar Kahoon Song from Om Shanti Om featuring Shahrukh Khan and Deepika Padukone.
Main Agar Kahoon Song Details
Song Title | Main Agar Kahoon |
Singer | Sonu Nigam & Shreya Ghoshal |
Music | Vishal-Shekhar |
Lyrics | Javed Akhtar |
Featuring | Shahrukh Khan & Deepika Padukone |
Music Label | T-Series |
Movie | Om Shanti Om |
Movie Director | Farah Khan |
Release Date | 9 November 2007 |
Main Agar Kahoon Lyrics in Hindi
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी ज़बान में भी वो लफ़्ज़ ही नहीं
के जिनमें तुम हो क्या तुम्हें बता सकूँ
मैं अगर कहूँ तुमसा हसीं
कायनात में नहीं है कहीं
तारीफ ये भी तो सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
शोखियों में डूबी ये अदाएँ
चेहरे से झलकी हुई हैं
ज़ुल्फ़ की घनी घनी घटाएँ
शान से ढलकी हुई हैं
लेहराता आँचल है जैसे बादल
बाहों में भरी है जैसे चाँदनी
रूप की चाँदनी
मैं अगर कहूँ ये दिलकशी
है नहीं कहीं ना होगी कभी
तारीफ ये भी तो सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
तुम हुए मेहरबान, तो है ये दास्तान
तुम हुए मेहरबान, तो है ये दास्तान
अब तुम्हारा मेरा एक है कारवां
तुम जहाँ मैं वहाँ
मैं अगर कहूँ हमसफर मेरी
अप्सरा हो तुम या कोई परी
तारीफ ये भी तो सच है कुछ भी नहीं
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी ज़बान में भी वो लफ़्ज़ ही नहीं
के जिनमें तुम हो क्या तुम्हें बता सकूँ
मैं अगर कहूँ तुमसा हसीं
कायनात में नहीं है कहीं
तारीफ ये भी तो सच है कुछ भी नहीं
Written By: Javed Akhtar
You May Also Like
- Aankhon Mein Teri Lyrics – Om Shanti Om
- Jag Soona Soona Lage Lyrics – Om Shanti Om
- Kal Ho Na Ho Lyrics – Sonu Nigam
- Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – Dunki
- Mujhse Naaraz Ho To Ho Jao Lyrics – Sonu Nigam
Main Agar Kahoon Video Song
Main Agar Kahoon Lyrics in English
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahun Bhi To Tumse Kya Kahoon
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahun Bhi To Tumse Kya Kahoon
Kisi Zubaan Mein Bhi Wo Lafz Hi Nahin
Ke Jinmein Tum Ho Kya Tumhein Bata Sakoon
Main Agar Kahoon Tum Sa Hasi
Kaynat Mein Nahin Hai Kahin
Taarif Ye Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahin
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Shokhiyon Mein Doobi Yeh Adayein
Chehre Se Jhalki Hui Hain
Zulf Ki Ghani Ghani Ghatayein
Shaam Se Dhalki Hui Hain
Lehrata Aanchal Hai Jaise Badal
Baahon Mein Bhari Hai Jaise Chandni
Roop Ki Chandni
Main Agar Kahoon Ye Dilkashi
Hai Nahin Kahin Na Hogi Kabhi
Taarif Ye Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahin
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Tum Hue Meherbaan, To Hai Ye Dastaan
Tum Hue Meherbaan, To Hai Ye Dastaan
Ab Tumhara Mera Ek Hai Karwan
Tum Jahan Main Wahan
Main Agar Kahoon Humsafar Meri
Apsara Ho Tum Ya Koi Pari
Taarif Ye Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahin
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahun Bhi To Tumse Kya Kahoon
Kisi Zubaan Mein Bhi Wo Lafz Hi Nahin
Ke Jinmein Tum Ho Kya Tumhein Bata Sakoon
Main Agar Kahoon Tum Sa Hasi
Kaynat Mein Nahin Hai Kahin
Taarif Ye Bhi To Sach Hai Kuch Bhi Nahin