Aap Ki Aankhon Mein Kuch Lyrics from Ghar (1978) is an Old Hindi Romantic Song sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Aapki Aankhon Mein Kuch song lyrics are written by Gulzar while the music is produced by R.D. Burman. In this post, you will find the lyrics and the music video of Aapki Aankhon Mein Kuch Song featuring Vinod Mehra, Rekha.
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Lyrics – GHAR (1978) |
Aapki Aankhon Mein Kuch Song Details
Song Title: | Aap Ki Aankhon Mein Kuch |
Singer: | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
Music: | R.D. Burman |
Lyrics: | Gulzar |
Featuring: | Vinod Mehra, Rekha |
Music Label: | Saregama Music |
Movie: | Ghar (1978) |
Director: | Manik Chatterjee |
Aapki Aankhon Mein Kuch Lyrics in Hindi
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
आप से भी खूबसूरत आपके अंदाज हैं
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं
लब हिलें तो मोगरे के फूल खिलते हैं कहीं
आपकी आँखों में क्या साहिल भी मिलते हैं कहीं
आप की खामोशीया भी आप की आवाज हैं
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
आप से भी खूबसूरत आपके अंदाज हैं
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
आप की बातों में फिर कोई शरारत तो नहीं
बेवजाह तारीफ करना आप की आदत तो नहीं
आप की बदमाशीयों के ये नए अंदाज हैं
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
ओ ओ.. आप से भी खूबसूरत आपके अंदाज हैं
आप की आँखों में कुछ मेहके हुए से राज हैं
Written By: Gulzar
‘Aapki Aankhon Mein Kuch’ Video Song
Credits: Saregama Music
Aapki Aankhon Mein Kuch Lyrics in English
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Se Bhi Khubsurat Aapke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Lab Hile To Mogre Ke Phool Khilte Hain Kahin
Lab Hile To Mogre Ke Phool Khilte Hain Kahin
Aapki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hain Kahin
Aap Ki Khamoshiyan Bhi Aap Ki Aawaz Hain
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Se Bhi Khubsurat Aapke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Ki Baaton Mein Phir Koi Shararat To Nahi
Aap Ki Baaton Mein Phir Koi Shararat To Nahi
Bewajah Taarif Karna Aap Ki Aadat To Nahi
Aap Ki Badmashiyon Ke Ye Naye Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
O O.. Aap Se Bhi Khubsurat Aapke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai