Meri Jaan Lyrics: ‘Ya Tuli Khanjar Maare’ sung by Asees Kaur and Abdul Rashid Hafiz is a beautiful Sufi Hindi and Kashmiri song composed by Mithoon while it is written by A. M. Turaz and Abdul Ahad Nazim.
Meri Jaan Song Details
Song Title | Meri Jaan |
Singer | Asees Kaur, Abdul Rashid Hafiz |
Music Composer | Mithoon |
Lyrics | A. M. Turaz, Abdul Ahad Nazim |
Featuring | Asees Kaur, Abdul Rashid Hafiz |
Music Label | Salim Sulaiman Music |
Album | Bhoomi 2023 by GoDaddy India |
Meri Jaan Lyrics – Mithoon
Cheshma Wuchh Wuchh Chaayni Wayn Mye Gaah Soryom Donn Achhan
Myenkin Wayn Saarnyee, Cheshma Baadaam Aysitan
Mere Jeene Ka Saara…
Humm… Mere Jeene Ka Saara…
Mere Jeene Ka Saara Saamaan Lete Jaao
Mera Chain-O-Sukoon, Mera Itminaan Lete Jaao
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Meri Jaan Lete Jaao
Mere Jeene Ka Saara Saamaan Lete Jaao
Mera Chain-O-Sukoon, Mera Itminaan Lete Jaao
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Meri Jaan Lete Jaao
Yim Zaar Vanhas Bardar
Kar Sanaa Su Yaar Bozey
Ya Tuli Khanjar Maarey
Nat Saayn Shabaa Rozey
Is Ishq Mein Had Tak Jaan-E-Talak Ki
Saari Wafayein Meri Hai, Aa…
Is Ishq Mein Had Tak Jaan-E-Talak Ki
Saari Wafayein Meri Hai
Ke Tumhara Isme Kuch Bhi Nahi
Saari Khatayein Meri Hai
Saari Khatayein Meri Hai
Saari Khatayein Meri Hai
Dil Khol Ke Mujhko Tum…
Dil Khol Ke Mujhko Tum Ilzaam Dete Jaao
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Jo Ja Rahe Ho Jaana
Meri Jaan Lete Jaao
Maashok Kyah Goi Keenai
Aatash Mye Bortham Seenai
Maashok Kyah Goi Keenai
Aatash Mye Bortham Seenai
Aashak Chhu Kaym Taam Deenai
Maaroony Ravaa Rozey
Yim Zaar Vanhas Bardar
Kar Sanaa Su Yaar Bozey
Ya Tuli Khanjar Maarey
Nat Saayn Shabaa Rozey
Mere Jeene Ka Saara
Aatash Mye Bortham Seenai
Aatash Mye Bortham Seenai
Mere Jeene Ka Saara
Aashak Chhu Kaym Taam Deenai
Maaroony Ravaa Rozey
Mere Jeene Ka Saara Saamaan Lete Jaao
Written By: A. M. Turaz, Abdul Ahad Nazim