Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Lyrics – Mehdi Hassan

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Lyrics sung by Mehdi Hassan is a Hindi Ghazal from the Pakistani Romance movie Doraha (1967). This song is written by Masroor Anwar while the music is composed by Sohail Rana.

In this post, you will find the lyrics and the music video of Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Song featuring Waheed Murad and Shamim Ara.

Song Credits

Song TitleMujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho
SingerMehdi Hassan
Music ComposerSohail Rana
LyricsMasroor Anwar
FeaturingWaheed Murad and Shamim Ara
Pakistani MovieDoraha
Movie DirectorPervaiz Malik
Release Date25 August 1967

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Lyrics in Hindi

मुझे तुम नजर से गिरा तो रहे हो
मुझे तुम कभी भी भुला ना सकोगे
मुझे तुम नजर से गिरा तो रहे हो
मुझे तुम कभी भी भुला ना सकोगे

न जाने मुझे क्यूँ यकीं हो चला है
मेरे प्यार को तुम मिटा ना सकोगे
मुझे तुम नजर से

मेरी याद होगी जिधर जाओगे तुम
कभी नगमा बनके, कभी बनके आँसू
कभी नगमा बनके, कभी बनके आँसू
तड़पता मुझे हर तरफ पाओगे तुम

शमा जो जलाई है मेरी वफ़ा ने
बुझाना भी चाहो बुझा ना सकोगे
मुझे तुम नजर से

कभी नाम बातों में आया जो मेरा
तो बेचैन होके दिल थाम लोगे
तो बेचैन होके दिल थाम लोगे
निगाहों में छायेगा ग़म का अंधेरा

किसी ने जो पूछा सबब आँसुओं का
बताना भी चाहो बता ना सकोगे

मुझे तुम नजर से गिरा तो रहे हो
मुझे तुम कभी भी भुला ना सकोगे
मुझे तुम नजर से

Written By: Masroor Anwar

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Video Song

Video Credits: YouTube & Oriental Star Agencies Ltd

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Lyrics in English

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho
Mujhe Tum Kabhi Bhi Bhula Na Sakoge
Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho
Mujhe Tum Kabhi Bhi Bhula Na Sakoge

Na Jaane Mujhe Kyun Yakeen Ho Chala Hai
Mere Pyar Ko Tum Mita Na Sakoge
Mujhe Tum Nazar Se

Meri Yaad Hogi Jidhar Jaoge Tum
Kabhi Nagma Banke, Kabhi Banke Aansu
Kabhi Nagma Banke, Kabhi Banke Aansu
Tadapta Mujhe Har Taraf Paoge Tum

Shama Jo Jalai Hai Meri Wafa Ne
Bujhana Bhi Chaho Bujha Na Sakoge
Mujhe Tum Nazar Se

Kabhi Naam Baaton Mein Aaya Jo Mera
To Bechain Hoke Dil Tham Loge
To Bechain Hoke Dil Tham Loge
Nigahon Mein Chhayega Gham Ka Andhera

Kisi Ne Jo Pucha Sabab Aansuon Ka
Batana Bhi Chaho Bata Na Sakoge

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho
Mujhe Tum Kabhi Bhi Bhula Na Sakoge
Mujhe Tum Nazar Se