Avadh Mein Raghurai Lyrics is a Hindi language Bhajan sung by Hansraj Raghuwanshi. Avadh Mein Raghurai was released in the year 2024. Listen and Read the Lyrics of Avadh Mein Raghurai online only at signaturelyrics.com.
Avadh Mein Raghurai Bhajan Details
Bhajan | Avadh Mein Raghurai |
Language | Hindi |
Singer | Hansraj Raghuwanshi |
Music | DJ Strings |
Lyrics | Ravi Chopra |
Music Label | Hansraj Raghuwanshi |
Avadh Mein Raghurai Lyrics in Hindi
मंगल भवन अमंगल हारी
द्रबहु सु दसरथ अजिर बिहारी
राम राम बोलो, राम राम बोलो
राम राम बोलो, राम राम
राम राम बोलो, राम राम बोलो
राम राम बोलो, राम राम
बड़ी शुभ ये खबर आयी
बाजे घर घर शहनाई
पापियों का वध कर के आए अवध में रघुराई
पापियों का वध कर के आए अवध में रघुराई
सोने का रथ होगा
भगवा भारत होगा
राम का अयोध्या में ऐसा स्वागत होगा
राम का अयोध्या में ऐसा स्वागत होगा
राम राम करता जाए
राम राम करता जाए
राम राम करता जाए
राम राम जपता जाए
घड़ियाँ अभिनंदन की
राघव के बंधन की
शरयु के मीठे जल में खुशबू है चंदन की
शरयु के मीठे जल में खुशबू है चंदन की
प्रभु राज संभालेंगे
सिर ताज संभालेंगे
दूर थे कल जिनसे उन्हे आज संभालेंगे
दूर थे कल जिनसे उन्हे आज संभालेंगे
राम राम करता जाए
राम राम करता जाए
राम राम करता जाए
राम राम जपता जाए
हम दीप जलाएंगे
दिवाली मनाएंगे
अब कभी राम मेरे वनवास ना जायेंगे
अब कभी राम मेरे वनवास ना जायेंगे
दिन दुख के बीत गए
आ सबके मीत गए
हार गए वैरी रघुवंशी जीत गए
हार गए वैरी रघुवंशी जीत गए
सनातन धर्म, सनातन धाम
यही पे यहीं रहेंगे राम
है बाकी सब किस्से झूठे
सत्य है रघुनंदन का नाम
ये धरती योगी संतों की
ये धरती योगी संतों की
यहाँ पर राज करेंगे राम
यहाँ पर राज करेंगे राम
यहाँ पर राज करेंगे राम
जय श्री राम
Written By: Ravi Chopra
More Ram Bhajan’s
- Ram Ji Ka Naam Bhajan Lyrics – Sukhwinder Singh
- Jai Shree Ram Bhajan Lyrics – Hansraj Raghuwanshi
- Avadh Mein Laute Hai Shri Ram Lyrics – Sonu Nigam
- Ram Naam Se Jagmag Hai Lyrics – Sachet Tandon
- Ram Aayenge Bhajan Lyrics – Swati Mishra
- Siya Ram Lyrics – Jubin Nautiyal, Jaya Kishori
- Mere Ghar Ram Aaye Hai Lyrics – Jubin Nautiyal
Avadh Mein Raghurai Music Video
Avadh Mein Raghurai Lyrics in English
Mangal Bhavan Amangal Haari
Drabahu Su Dasrath Ajir Bihari
Ram Ram Bolo, Ram Ram Bolo
Ram Ram Bolo, Ram Ram
Ram Ram Bolo, Ram Ram Bolo
Ram Ram Bolo, Ram Ram
Badi Shubh Ye Khabar Aayi
Baaje Ghar Ghar Shehnai
Papiyon Ka Vadh Kar Ke Aaye Avadh Mein Raghurai
Papiyon Ka Vadh Kar Ke Aaye Avadh Mein Raghurai
Sone Ka Rath Hoga
Bhagwa Bharat Hoga
Ram Ka Ayodhya Mein Aisa Swagat Hoga
Ram Ka Ayodhya Mein Aisa Swagat Hoga
Ram Ram Karta Jaaye
Ram Ram Karta Jaaye
Ram Ram Karta Jaaye
Ram Ram Japta Jaaye
Ghadiyan Abhinandan Ki
Raghav Ke Bandhan Ki
Sarayu Ke Meethe Jal Mein Khushbu Hai Chandan Ki
Sarayu Ke Meethe Jal Mein Khushbu Hai Chandan Ki
Prabhu Raj Sambhalenge
Sir Taj Sambhalenge
Dur The Kal Jinse Unhe Aaj Sambhalenge
Dur The Kal Jinse Unhe Aaj Sambhalenge
Ram Ram Karta Jaaye
Ram Ram Karta Jaaye
Ram Ram Karta Jaaye
Ram Ram Japta Jaaye
Hum Deep Jalayenge
Diwali Manayenge
Ab Kabhi Ram Mere Vanvas Na Jayenge
Ab Kabhi Ram Mere Vanvas Na Jayenge
Din Dukh Ke Beet Gaye
Aa Sabke Meet Gaye
Haar Gaye Vairi Raghuvanshi Jeet Gaye
Haar Gaye Vairi Raghuvanshi Jeet Gaye
Sanatan Dharma, Sanatan Dhaam
Yahi Pe Yahin Rahenge Ram
Hai Baaki Sab Kisse Jhoothe
Stya Hai Raghunandan Ka Naam
Yeh Dharti Yogi Santon Ki
Yeh Dharti Yogi Santon Ki
Yahan Par Raaj Karenge Ram
Yahan Par Raaj Karenge Ram
Yahan Par Raaj Karenge Ram
Jai Shree Ram