Zaroori Tha 2 Lyrics sung by Rahat Fateh Ali Khan is a New Hindi Song written by Mujtaba Ali and composed by Kamran Akhtar. Featuring Vishal Pandey, Aliya Hamidi & Vikas Singh.
Zaroori Tha 2 Song Details
Song Title | Zaroori Tha 2 |
Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Music | Kamran Akhtar |
Lyrics | Mujtaba Ali |
Music Label | Gem Tunes |
Zaroori Tha 2 Lyrics in Hindi
क्या ये लाज़िम था हर एक रोज तड़पते जाना
हिज्र की आग में जल जल के पिघलते जाना
मैं तो अन्जान था तुमने ही सिखाया है मुझे
वक्त के साथ है कैसे बदलते जाना
तेरी बेबाक नज़रों से उलझना भी जरूरी था
जरूरी तो मोहब्बत तो समझना भी जरूरी था
क्या होता एक मंजिल के मुसाफिर साथ ही रहते
था रेहना जख्म तेरा जो वो भरना भी जरूरी था
तेरी बेबाक नज़रों से उलझना भी जरूरी था
अभी तो साथ चलने में सुकून तुमसे मिला ही था
मनाने की जो रस्मे थी है बाकी रूठना भी था
शिकायत तुमको थी मुझसे तो मुझसे ही गीला करते
जो आँसू बेहना चाहते हो नहीं उनको किया करते
बताओ क्या ये लाजिम था तड़पते छोड़ कर जाना
सिले में इन वफ़ाओं के तड़पना भी जरूरी था
तेरी बेबाक नज़रों से उलझना भी जरूरी था
जहां मिलते थे हम दोनों वहाँ जाकर बहुत रोया
जिसे खोने से डरता था वो आखिर मैंने है खोया
तेरी तस्वीर देखूँ तो नहीं आता यकीन मुझको
मगर दो रुख है इस तस्वीर के अब है यकीन मुझको
कहाँ तू मुझमें मौसम सा यहाँ आया कहाँ बदला
मुझे तुमने ये सिखलाया बदलना भी जरूरी था
जरूरी तो मोहब्बत तो समझना भी जरूरी था
तेरी बेबाक नज़रों से उलझना भी जरूरी था
Written By: Mujtaba Ali
More Songs by Rahat Fateh Ali Khan
- Zaroori Tha Lyrics
- Jiya Dhadak Dhadak Lyrics
- O Re Piya Lyrics
- Sanu Ek Pal Chain Lyrics
- Nit Khair Manga Lyrics
- Tum Jo Aaye Zindagi Mein Lyrics
Zaroori Tha 2 Video Song
Zaroori Tha 2 Lyrics in English
Kya Ye Laazim Tha Har Ek Roz Tadapte Jana
Hijar Ki Aag Mein Jal Jal Ke Pighalte Jana
Main Toh Anjaan Tha Tumne Hi Sikhaya Hai Mujhe
Waqt Ke Saath Hai Kaise Badalte Jana
Teri Bebaak Nazron Se Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Thi Mohabbat Toh Samajhna Bhi Zaroori Tha
Kya Hota Ek Manzil Ke Musafir Saath Hi Rehte
Tha Rehna Zakhm Tera Jo Wo Bharna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazron Se Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Abhi Toh Saath Chalne Mein Sukoon Tumse Mila Hi Tha
Manane Ki Jo Rasme Thi Hai Baaki Ruthna Bhi Tha
Shikayat Tumko Thi Mujhse Toh Mujhse Hi Gila Karte
Jo Aansu Behna Chahte The Nahi Unko Kiya Karte
Batao Kya Ye Laazim Tha Tadapte Chhod Kar Jana
Sile Mein In Wafaon Ke Tadapna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazron Se Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Jahan Milte The Hum Dono Wahan Jakar Bahut Roya
Jise Khone Se Darta Tha Wo Aakhir Maine Hai Khoya
Teri Tasveer Dekhun Toh Nahi Aata Yakin Mujhko
Magar Do Rukh Hai Is Tasveer Ke Ab Hai Yakin Mujhko
Kahan Tu Mujhmein Mausam Sa Yahan Aaya Kahan Badla
Mujhe Tumne Ye Sikhlaya Badalna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Thi Mohabbat Toh Samajhna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazron Se Ulajhna Bhi Zaroori Tha