Baarishein Lyrics – Anuv Jain

Baarishein Lyrics sung by Anuv Jain is the most liked Hindi Romantic Song of Anuv Jain, written and composed by Anuv Jain.


Baarishein Song Details

Song TitleBaarishein
SingerAnuv Jain
Lyrics & ComposerAnuv Jain
FeaturingAnuv Jain
Video DirectorMaan Boruah
Music LabelAnuv Jain

Baarishein Lyrics in Hindi

होले से धीमे से
मुझको बाहों में भर लो ना तुम

नर्म सी साँसों में
मुझको आहों में भर लो ना तुम

सुन जरा मेरे पास आ
अब बैठे है हम भी यहाँ
दिल के दरमियाँ

बारिशें हैं बारिशें हैं
तेरी ही बातों पे मैंने
सजा ली है दुनिया यहाँ
दिल के दरमियाँ

बारिशें हैं बारिशें

अब तू आती है बुलाती हैं
बिस्तर से यूँ गिराती हैं
की सोऊँ मैं बाहों में बस तेरी

जब बारिशें बरसती हैं
पागल जैसे थिरकती हैं
तुम जैसी हो बस वैसी ही रहो

अब तेरे बिना यहाँ मेरी साँसें
जैसे बिना निंदिया की रातें है तो

और तू ही मेरे दिल की रजा है
तेरे बिना दिल भी खफ़ा है तो

तेरी आँखों का काजल
ना फैले अब कभी भी
तुझे इतना प्यार दूँ

तेरी खुशियों की खातिर
ये दुनिया मैं मेरी
एक पल में वार दूँ

अब बिखरी तेरी ये जुल्फों से
आँखें तेरी जब दिखती हैं
दिखता है मुझे वो आसमां

की खोलूँ पंख मैं मेरे
उड़ जाऊँ खो जाऊँ मैं
इस आसमां में पतंगों की तराह

Written By: Anuv Jain

You May Also Like

Baarishein Anuv Jain Video Song

Video Credits: Anuv Jain

Baarishein Lyrics in English

Hole Se Dheeme Se
Mujhko Bahon Mein Bhar Lo Na Tum

Narm Si Saanson Mein
Mujhko Aahon Mein Bhar Lo Na Tum

Sun Zara Mere Paas Aa
Ab Baithe Hai Hum Bhi Yahan
Dil Ke Darmiyaan

Baarishein Hain Baarishein Hain
Teri Hi Baaton Pe Maine
Saja Li Hai Duniya Yahan
Dil Ke Darmiyaan

Baarishein Hain Baarishein

Ab Tu Aati Hai Bulati Hain
Bistar Se Yun Girati Hain
Ki Soun Main Bahon Mein Bas Teri

Jab Baarishein Barasti Hain
Pagal Jaise Thirakti Hain
Tum Jaisi Ho Bas Waisi Hi Raho

Ab Tere Bina Yahan Meri Saansein
Jaise Bina Nindiya Ki Raatein Hai To

Aur Tu Hi Mere Dil Ki Raza Hai
Tere Bina Dil Bhi Khafa Hai To

Teri Aankhon Ka Kajal
Na Faile Ab Kabhi Bhi
Tujhe Itna Pyar Doon

Teri Khushiyon Ki Khatir
Ye Duniya Main Meri
Ek Pal Mein Vaar Doon

Ab Bikhri Teri Ye Zulfon Se
Aankhein Teri Jab Dikhti Hain
Dikhta Hai Mujhe Wo Aasmaan

Ki Kholun Pankh Main Mere
Ud Jaun Kho Jaun Main
Is Aasmaan Mein Patangon Ki Tarah