Ghalat Fehmi Lyrics sung by Asim Azhar & Zenab Fatimah Sultan is an Urdu Romantic Song from the Pakistani film Superstar. This song is written by Shakeel Sohail & A. M. Turaz while the music is directed by Azaan Sami Khan & Saad Sultan.
In this post, you will find the lyrics and the music video of Ghalat Fehmi Song from Superstar featuring Mahira Khan & Bilal Ashraf.
Ghalat Fehmi Song Details
Song Title | Ghalat Fehmi |
Singer | Asim Azhar & Zenab Fatimah Sultan |
Music | Azaan Sami Khan & Saad Sultan |
Lyrics | Shakeel Sohail |
Qawwali Lyrics | A. M. Turaz |
Featuring | Mahira Khan & Bilal Ashraf |
Music Label | HUM Films |
Pakistani Movie | Superstar |
Movie Director | Mohammed Ehteshamuddin |
Release Date | 9 August 2019 |
Ghalat Fehmi Lyrics in Hindi
रायगां, है वफ़ा यहाँ, रायगां
साहेबां जो लगा था कभी
वो फरेब-ए-नज़र आसमां
अब शराफत नहीं
ये रिवायत नहीं बाकी
हो किसी की कदर
ऐसी आदत नहीं बाकी
ऐसा नहीं कहीं कोई है
गलतफहमी जो बनी है
खोया नहीं अपनापन
एहसास की राह चुनी है
तरसती हैं निगाहें मेरी
तकती हैं राहें तेरी
सुन कभी आहें मेरी
ये कैसे मैं बताऊँ तुझे
सोती नहीं आँखें मेरी
कटती नहीं रातें मेरी
की ख्वाहिशों पे ख्वाबों की बारिशें
अज़ाबों की कहाँ गई धूप
मेरे हिस्से के सवाबों की
उन दर्द भरे नालों पे
कर करम सवालों पे
क्यों सितम है तेरा तेरे चाहने वालों पे
तरसती हैं निगाहें मेरी
तकती हैं राहें तेरी
चाहिए पनाह तेरी
ये कैसे मैं बताऊँ तुझे
सोती नहीं आँखें मेरी
कटती नहीं रातें मेरी
ढल नहीं जाते
पल नहीं जाते
डूबती हैं सांसें
दिल ऐसे भर जाते
जाते हुए लम्हों को पास बुलाता है
थोड़ी सी भी दूरी दिल सेह नहीं पाता है
सब हैं दिखावे
झूठे बेहलावे
एक ही कदम लाए
सो-सो पछतावे
बेखबर था जरा
पर ना था बेवफा यारा
सच था या गलतफहमी
पर ख्वाब नहीं जुड़ पाते
दुख देते जान लेते हैं
तरस जरा नहीं खाते
सच था या गलतफहमी
पर ख्वाब नहीं जुड़ पाते
दुख देते जान लेते हैं
तरस जरा नहीं खाते
तरसती हैं निगाहें मेरी
तकती हैं राहें तेरी
चाहिए पनाह तेरी
ये कैसे मैं बताऊँ तुझे
सोती नहीं आँखें मेरी
कटती नहीं रातें मेरी
की ख्वाहिशों पे ख्वाबों की बारिशें
अज़ाबों की कहाँ गई धूप
मेरे हिस्से के सवाबों की
उन दर्द भरे नालों पे
कर करम सवालों पे
क्यों सितम है तेरा तेरे चाहने वालों पे
ऐसा नहीं कहीं कोई है
गलतफहमी जो बनी है
खोया नहीं अपनापन
एहसास की राह चुनी है (X3)
ऐसा नहीं कहीं कोई है
गलतफहमी जो बनी है
Written By: Shakeel Sohail & A. M. Turaz
Ghalat Fehmi Video Song
Ghalat Fehmi Lyrics in English
Raaygaan, Hai Wafa Yahan, Raaygaan
Sahibaan Jo Laga Tha Kabhi
Wo Fareb-E-Nazar Aasmaan
Ab Sharafat Nahin
Ye Riwayat Nahin Baaki
Ho Kisi Ki Qadar
Aisi Aadat Nahin Baaki
Aisa Nahin Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahin Apnapan
Ehsaas Ki Raah Chuni Hai
Tarasti Hai Nigahen Meri
Takti Hain Raahein Teri
Sun Kabhi Aahein Meri
Ye Kaise Main Bataun Tujhe
Soti Nahin Aankhein Meri
Katati Nahin Raatein Meri
Ki Khwahishon Pe Khwabon Ki Baarishein
Azaabon Ki Kahan Gayi Dhoop
Mere Hisse Ke Sawaabon Ki
Un Dard Bhare Naalon Pe
Kar Karam Sawalon Pe
Kyun Sitam Hai Tera Tere Chahne Walon Pe
Tarasti Hai Nigahen Meri
Takti Hain Raahein Teri
Sun Kabhi Aahein Meri
Ye Kaise Main Bataun Tujhe
Soti Nahin Aankhein Meri
Katati Nahin Raatein Meri
Dhal Nahin Jaate
Pal Nahin Jaate
Doobti Hain Saansein
Dil Aise Bhar Jaate
Jaate Hue Lamhon Ko Paas Bulata Hai
Thodi Si Bhi Duri Dil Seh Nahin Paata Hai
Sab Hain Dikhawe
Jhoothe Behlawe
Ek Hi Kadam Laaye
Sau-Sau Pachtawe
Bekhabar Tha Zara
Par Na Tha Bewafa Yaara
Sach Tha Ya Ghalat Fehmi
Par Khwab Nahin Jud Paate
Dukh Dete Jaan Lete Hain
Tars Zara Nahin Khaate
Sach Tha Ya Ghalat Fehmi
Par Khwab Nahin Jud Paate
Dukh Dete Jaan Lete Hain
Tars Zara Nahin Khaate
Tarasti Hai Nigahen Meri
Takti Hain Raahein Teri
Sun Kabhi Aahein Meri
Ye Kaise Main Bataun Tujhe
Soti Nahin Aankhein Meri
Katati Nahin Raatein Meri
Ki Khwahishon Pe Khwabon Ki Baarishein
Azaabon Ki Kahan Gayi Dhoop
Mere Hisse Ke Sawaabon Ki
Un Dard Bhare Naalon Pe
Kar Karam Sawalon Pe
Kyun Sitam Hai Tera Tere Chahne Walon Pe
Aisa Nahin Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai
Khoya Nahin Apnapan
Ehsaas Ki Raah Chuni Hai (X3)
Aisa Nahin Kahin Koi Hai
Ghalat Fehmi Jo Bani Hai