Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics – Masoom | Anup Ghoshal

Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics sung by Anup Ghoshal is an 80s Hindi Song from the movie Masoom. This song is written by Gulzar while the music is composed by R. D. Burman.

In this post, you will find the lyrics and the music video of Tujhse Naraz Nahi Zindagi Song from Masoom featuring Naseeruddin Shah, and Jugal Hansraj.

Song Credits

Song TitleTujhse Naraz Nahi Zindagi
SingerAnup Ghoshal
MusicR. D. Burman
LyricsGulzar
MovieMasoom
Movie DirectorShekhar Kapur
Release Date21 October 1983

Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics in Hindi

तुझसे नाराज नहीं जिंदगी हैरान हूँ मैं
हो हैरान हूँ मैं
तेरे मासूम सवालों से परेशान हूँ मैं
हो परेशान हूँ मैं

तुझसे नाराज नहीं जिंदगी हैरान हूँ मैं
हो हैरान हूँ मैं
तेरे मासूम सवालों से परेशान हूँ मैं
हो परेशान हूँ मैं
(Music)

जीने के लिए सोचा ही नहीं
दर्द संभालने होंगे

जीने के लिए सोचा ही नहीं
दर्द संभालने होंगे
मुस्कुराये तो, मुस्कुराने के
कर्ज उतारने होंगे

हो मुस्कुराऊँ कभी तो लगता है
जैसे होंठो पे कर्ज रखा है

हो तुझसे नाराज नहीं जिंदगी हैरान हूँ मैं
हो हैरान हूँ मैं

जिंदगी तेरे गम ने हमें
रिश्ते नए समझाए

जिंदगी तेरे गम ने हमें
रिश्ते नए समझाए
मिले जो हमें धूप में मिले
छाँव के ठंडे साये
(Music)

हो तुझसे नाराज नहीं जिंदगी हैरान हूँ मैं
हो हैरान हूँ मैं
(Music)

आज अगर भर आयी है
बूंदे बरस जायेगी

आज अगर भर आयी है
बूंदे बरस जायेगी
कल क्या पता किनके लिए
आँखें तरस जायेगी

हो जाने कब गुम हुआ, कहाँ खोया
इक आँसू छुपा के रखा था

हो तुझसे नाराज नहीं जिंदगी हैरान हूँ मैं
हो हैरान हूँ मैं

तेरे मासूम सवालों से परेशान हूँ मैं
हो परेशान हूँ मैं
हो परेशान हूँ मैं
हो परेशान हूँ मैं

Written By: Gulzar

You May Also Like

Tujhse Naraz Nahi Zindagi Video Song

Video Credits: RD Burman Hit Songs

Tujhse Naraz Nahi Zindagi Lyrics in English

Tujhse Naraz Nahi Zindagi Hairaan Hoon Main
Ho Hairaan Hoon Main
Tere Masoom Sawalon Se Pareshaan Hoon Main
Ho Pareshaan Hoon Main

Tujhse Naraz Nahi Zindagi Hairaan Hoon Main
Ho Hairaan Hoon Main
Tere Masoom Sawalon Se Pareshaan Hoon Main
Ho Pareshaan Hoon Main
(Music)

Jeene Ke Liye Socha Hi Nahi
Dard Sambhalne Honge

Jeene Ke Liye Socha Hi Nahi
Dard Sambhalne Honge
Muskuraye To Muskurane Ke
Karz Utarne Honge

Ho Muskurau Kabhi To Lagta Hai
Jaise Hothon Pe Karz Rakha Hai

Ho Tujhse Naraz Nahi Zindagi Hairaan Hoon Main
Ho Hairaan Hoon Main

Zindagi Tere Gham Ne Hame
Rishte Naye Samjhaye

Zindagi Tere Gham Ne Hame
Rishte Naye Samjhaye
Mile Jo Hame Dhoop Mein Mile
Chhanv Ke Thande Saye
(Music)

Ho Tujhse Naraz Nahi Zindagi Hairaan Hoon Main
Ho Hairaan Hoon Main
(Music)

Aaj Agar Bhar Aayi Hai
Boonde Baras Jayegi

Aaj Agar Bhar Aayi Hai
Boondein Baras Jayegi
Kal Kya Pata Kinke Liye
Aankhein Taras Jayegi

Ho Jaane Kab Gum Hua, Kahan Khoya
Ek Aansu Chhupa Ke Rakha Tha

Ho Tujhse Naraz Nahi Zindagi Hairaan Hoon Main
Ho Hairaan Hoon Main

Tere Masoom Sawalon Se Pareshaan Hoon Main
Ho Pareshaan Hoon Main
Ho Pareshaan Hoon Main
Ho Pareshaan Hoon Main