Zindagi Ke Safar Mein Lyrics sung by Kishore Kumar is an Old Hindi Song from the movie Aap Ki Kasam 1974. The song lyrics are written by Anand Bakshi while the music is composed by R. D. Burman (Rahul Dev Burman). In this post, you will find the lyrics and the music video of Zindagi Ke Safar Mein Song featuring Rajesh Khanna and Mumtaz.
Zindagi Ke Safar Mein Lyrics – Kishore Kumar | Aap Ki Kasam |
Zindagi Ke Safar Mein Song Details
Song Title: | Zindagi Ke Safar Mein |
Singer: | Kishore Kumar |
Music: | R. D. Burman |
Lyrics: | Anand Bakshi |
Featuring: | Rajesh Khanna, Mumtaz, and Sanjeev Kumar |
Movie: | Aap Ki Kasam |
Director: | J. Om Prakash |
Release Date: | 3 May 1974 |
Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi
जिंदगी के सफर में गुजर जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते
वो फिर नहीं आते
जिंदगी के सफर में गुजर जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते
वो फिर नहीं आते
(Music)
फूल खिलते हैं लोग मिलते हैं
फूल खिलते हैं लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाते हैं
वो बहारों के आने से खिलते नहीं
कुछ लोग एक रोज जो बिछड़ जाते हैं
वो हजारों के आने से मिलते नहीं
उम्र भर चाहे कोई पुकारा करे उनका नाम
वो फिर नहीं आते
वो फिर नहीं आते
(Music)
आँख धोखा है क्या भरोसा है
आँख धोखा है क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों शक दोस्ती का दुश्मन है
अपने दिल में इसे घर बनाने ना दो
कल तड़पना पड़े याद में जिनकी
रोक लो रुठकर उनको जाने ना दो
बाद में प्यार के चाहे भेजो हजारो सलाम
वो फिर नहीं आते
वो फिर नहीं आते
(Music)
सुबह आती है रात जाती है
सुबह आती है रात जाती है यूँही
वक्त चलता ही रेहता है रुकता नहीं
एक पल में ये आगे निकल जाता है
आदमी ठीक से देख पाता नहीं
और परदे पे मंज़र बदल जाता है
एक बार चले जाते हैं जो दिन-रात सुबह-शाम
वो, वो फिर नहीं आते
वो फिर नहीं आते
जिंदगी के सफर में गुजर जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते
वो फिर नहीं आते
Written By: Anand Bakshi
More Songs From Aap Ki Kasam
‘Zindagi Ke Safar Mein’ Video Song
Video Credits: Goldmines Gaane Sune Ansune
Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in English
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makam
Wo Phir Nahi Aate
Wo Phir Nahi Aate
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makam
Wo Phir Nahi Aate
Wo Phir Nahi Aate
(Music)
Phool Khilte Hain Log Milte Hain
Phool Khilte Hain Log Milte Hain Magar
Patjhad Mein Jo Phool Murjha Jaate Hain
Wo Baharon Ke Aane Se Khilte Nahi
Kuch Log Ek Roz Jo Bichhad Jaate Hain
Woh Hazaron Ke Aane Se Milte Nahi
Umar Bhar Chahe Koi Pukara Kare Unka Naam
Wo Phir Nahi Aate
Wo Phir Nahi Aate
(Music)
Aankh Dhokha Hai Kya Bharosa Hai
Aankh Dhokha Hai Kya Bharosa Hai Suno
Dosto Shak Dosti Ka Dushman Hai
Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Na Do
Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinki
Rok Lo Ruthkar Unko Jaane Na Do
Baad Mein Pyar Ke Chahe Bhejo Hazaron Salam
Wo Phir Nahi Aate
Wo Phir Nahi Aate
(Music)
Subah Aati Hai Raat Jaati Hai
Subah Aati Hai Raat Jaati Hai Yunhi
Waqt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahi
Ek Pal Mein Ye Aage Nikal Jaata Hai
Aadmi Thik Se Dekh Paata Nahi
Aur Parde Pe Manzar Badal Jaata Hai
Ek Baar Chale Jaate Hain Jo Din-Raat Subah-Shaam
Wo, Wo Phir Nahi Aate
Wo Phir Nahi Aate
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makam
Wo Phir Nahi Aate
Wo Phir Nahi Aate
Tags: 70s Hindi Songs, kishore kumar zindagi ke safar mein guzar jaate lyrics