Bareilly Ke Bazaar Lyrics sung by Sunidhi Chauhan and Dev Negi is a New Hindi Song from the movie Chatrapathi. This song is written by Mayur Puri while the music is directed by Tanishk Bagchi.
In this post, you will find the lyrics and the music video of Bareilly Ke Bazaar Song featuring Sreenivas Bellamkonda and Nushrratt Bharuccha.
Bareilly Ke Bazaar Song Details
Song Title | Bareilly Ke Bazaar |
Singer | Sunidhi Chauhan and Dev Negi |
Music | Tanishk Bagchi |
Lyrics | Mayur Puri |
Featuring | Sreenivas Bellamkonda, Nushrratt Bharuccha |
Choreographer | Ganesh Acharya |
Music Label | Times Music |
Movie | Chatrapathi |
Movie Director | V. V. Vinayak |
Release Date | 12 May 2023 |
Bareilly Ke Bazaar Lyrics in Hindi
नई नई नई नई नई
नई नई नई नई नई – x2
अरेरे मेरा सैन्डल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
अरेरे मेरा सैन्डल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
ये गली ही संकरी लोग बथेरे
उसपे आशिक सारे तेरे
जान के फिर तू गई ही क्यूँ
बरेली के बाजार में
कल तूने बोला था मुझको
आज मिलेगा शाम रे
मिलने से पेहले होते है
मुझको कितने काम रे
हां.. काजल बिंदियाँ पायल झुमके
हुस्न के सब हथियार वे
तेरी ही खातिर लेने थे
कुल सोलाह शृंगार वे
तू मेरे नाल कर बहाने
हैं तेरे सौ सौ दीवाने
जब से गई है आग लगी है
बरेली के बाजार में
चार दिनों का प्यार नहीं
ना चार कदम की दूरी
सैयाँ बैयाँ छोड़ के पेहले
शर्ते सुनलो पूरी
हां.. सात समंदर सात आसमां
सात जनम के फेरे
पार करोगे हाथ पकड़ के
साथ साथ तुम मेरे
किसने देखा कल दीवानी
तू बढ़ा ना ये कहानी
यही शुरू कर खतम यही
बरेली के बाजार में
अरेरे मेरा सैन्डल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
मेरा सैन्डल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
Written By: Mayur Puri
You May Also Like
- Shukriya Lyrics – Chatrapathi
- Window Taley Song Lyrics – Chatrapathi
- Kusu Kusu Lyrics – Satyameva Jayate 2
- Nach Punjaban Lyrics – JugJugg Jeeyo
- Aayi Aayi Bhoot Police Lyrics
- Gun Gun Guna Re Lyrics – Agneepath
Bareilly Ke Bazaar Video Song – Chatrapathi
Bareilly Ke Bazaar Lyrics in English
Nai Nai Nai Nai Nai
Nai Nai Nai Nai Nai – X2
Arere Mera Sandal Tuta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Mujhe Sabne Luta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Arere Mera Sandal Tuta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Mujhe Sabne Luta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Ye Gali Hi Sankari Log Bathere
Uspe Aashiq Saare Tere
Jaan Ke Phir Tu Gayi Hi Kyun
Bareilly Ke Bazaar Mein
Kal Tune Bola Tha Mujhko
Aaj Milega Shaam Re
Milne Se Pehle Hote Hai
Mujhko Kitne Kaam Re
Haan.. Kajal Bindiya Payal Jhumke
Husn Ke Sab Hathiyar Ve
Teri Hi Khatir Lene The
Kul Solah Shringaar Ve
Tu Mere Naal Kar Bahane
Hain Tere Sau Sau Deewane
Jab Se Gayi Hai Aag Lagi Hai
Bareilly Ke Bazaar Mein
Chaar Dino Ka Pyar Nahi
Na Chaar Kadam Ki Duri
Saiyan Baiyan Chhod Ke Pehle
Sharte Sunlo Puri
Haan.. Saat Samandar Saat Aasmaan
Saat Janam Ke Phere
Paar Karoge Haath Pakad Ke
Saath Saath Tum Mere
Kisne Dekha Kal Deewani
Tu Badha Na Ye Kahani
Yahi Shuru Kar Khatam Yahi
Bareilly Ke Bazaar Mein
Arere Mera Sandal Tuta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Mujhe Sabne Luta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Mera Sandal Tuta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein
Mujhe Sabne Luta Re
Bareilly Ke Bazaar Mein